Go Back
Lyrics

04 Badhte Hein Jab Jab Paap.mp3

Album: JAGRITI(1992)

O! Badhte hein jab jab paap dharti par, Paap mitanay aain maa

Ek hein maa per naye naye roopon mein darshan laain maa

Ek hein maa per nayay nayay roopon eini darshan laain maa

*Maa hein ek- roop anake – 4*

1) Banke Kanhiyya bansi bajaiyya, *prem ka raag sikhaaya hai x2*

Banke Budh kabhi shudh kiyaa man, *jag ko tyaag sikhaaya hai x2*

Kabhi Mohammad banke basaaya *makkaa aur madinay ko x2*

Isa banke chalini kiya *maa ne hi apne seenay ko x2*

Nanak banke kabhi gyaan ke deep jalaane aain maa

Ek hein maa per nayay nayay roopon eini darshan laain maa

*Maa hein ek- roop anake – 4*

O! Badhte hein jab jab paap dharti par, Paap mitanay aain maa

Ek hein maa per naye naye roopon mein darshan laain maa

O! Badhte hein jab jab paap dharti par, Paap mitanay aain maa

Ek hein maa per nayay nayay roopon eini darshan laain maa

*Maa hein ek- roop anake – 4*

2) Kabhi Koraan to kabhi Bible *kabhi Ved kabhi Geeta maa x2*

Kabhi hein Mariyam kabhi Yasoda kabhi *Fatima, Sita maa x2*

Maa ke naam ki deke duhaai, *jo logon ko ladaate hein - 2*

Wo hein bande, dharm ke andhe, *wo* *kabhi bach nahi paate hein - 2*

Vishwa dharm ko sthapit karne beech hamare aain maa